Mirza Ghalib 1797 to 1869 |
Mirza Ghalib 1797 - 1869 |
Na tha kuch to Khuda tha,
Kuch na hota to Khuda hota.
Duboya mujhko honi ne,
Na hota main to kya hota.
Hua jab Gam se yun behis,
To Gum kya sar ke katne ka.
Gar Juda na hota tan se,
To zunnon pur dhara hota.
Huyi muddat ki Ghalib mar gaya,
Par yaad aata hai.
Woh har ek baat pe kahena,
Ki yoon hota to kya hota.
Post a Comment